hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
SALL said:

itna dehshatgard sher



jala hai jism jahan dil bhi jal gaya hoga
kuredte ho jo ab raakh justuju kya hai

(yeh sher aise hi hai na )


haan ji kuchh aisa li lagta hai

hai

main ney kabhi halaat sey rona nahin seekha
taqdeer peh shaakir hoon bhali hai keh buri hai
Posted 31 Jan 2006

Topic: SOCH LO

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
Rohail ahmed said:

KEEP IT UP


thanx rohail
Posted 31 Jan 2006

Topic: beh gaey they

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
thanx queen to like post
Posted 31 Jan 2006

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
JIS

jis khait sey dehqaan ko na ho rozi moyassar
us khait kay har gosha e gandam ko jala do
Posted 31 Jan 2006

Topic: pal bhar main

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
shaid post hi achhi nahin
Posted 29 Jan 2006

Topic: SOCH LO

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
cutefriend said:



nice job


than cf for reply n like
Posted 29 Jan 2006

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
Doctor Sam said:

MULAQAT

na pooch pehle mulaqat main mizaaj uska
wo rang rang main simta, kiran kiran main khula




ek mulaqaat thi jo sada yaad rahi
main jisay umar samajhta tha woh ek pal nikla
Posted 18 Jan 2006

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
kuch

us ney hamarey zakhmon kuch youn kiya elaaj
marham bhi gar lagaya to khanjar ki nok sey
Posted 29 Dec 2005

Topic: batbazi

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
na janey hogaya hoon is qadar hasas mein kub sey
kisi sey baat karta hoon tu aankhen bheeg jati hain
Posted 23 Dec 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
hai'

kitni ajeeb baat hai,baat bhi kuchh ajeeb hai
jis ney dia hai dard e dil wohi mera tabeeb hai
Posted 23 Dec 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
dil kay lutney ka sabab poochho na sab kay samney
naam aaey ga tumhara------- yeh kahani phir sahi
Posted 23 Dec 2005

Topic: batbazi

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
noon

nafraton kay teer kha kar doston kay shehar main
hum ney kis kis ko pukara yeh kahani phir sahi


yeh
Posted 23 Dec 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
yeh

fiqha e shehar ney tohmat lagai saghar per
yeh shakhs dard ki daulat ko aam karta hai
Posted 23 Dec 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
new_beau said:

chalo ab kisi aur lafz say shair suynao ta keh mainn contiunue keroon..


okhey

us ki talwaar ney woh chaal chali hai aisi
paon kat,tey hain agar haath pachaoon apney


lets play plz
Posted 21 Dec 2005

Topic: batbazi

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
new_beau said:

aikalone said:

Yoon shab-e-taar main batee gee kiya apni hayat
kiyoon hamain subh-e-darekhshan ka intizaar nahee




hawwa ki beti said:

Ya gardish_e_ ayam ko koee kaam nahin hai
Ya apni hee taqdeer main aram nahin hai

Tootay ga to qeemat main kuch aur barhay ga
Saqee   yeh mera Dil hai koee Jaam nahin hai



HKB...Last word was NAHEE....it should be NAHINN in urdu...so last HARF is NUUN....

Please Correct your Shair and Then I will continue...


ok jee my shair is with noon
instead of Y

Neend to dard k bistar peH bhi aa sakti hai
Teri aaghosh mein sar ho yeh zaroori to nahi

NEXT WITH> NOON< as well
Posted 21 Dec 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
new_beau said:

O HELLO..hkb JEE...Diary Khatam ho gayee kiya ?? Wohi Shair Repeat


mujhey koi aur munasib lafz nahin milta
sawaey sorry kay
Posted 21 Dec 2005

Topic: batbazi

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
Ya gardish_e_ ayam ko koee kaam nahin hai
Ya apni hee taqdeer main aram nahin hai

Tootay ga to qeemat main kuch aur barhay ga
Saqee   yeh mera Dil hai koee Jaam nahin hai
Posted 20 Dec 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
aasman

tum aasman sey--------------- jald laut aana
main ney zameen kay masail peh baat karni hai
Posted 20 Dec 2005

Topic: Anmol hasti

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
thanx salman new be & queen

to remember & like post
Posted 20 Dec 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
new_beau said:

hawwa ki beti said:

reply to new be with > aaj
aaj tak shehar ka chehra nahin dhulney paya
gard ka aisa baghola teray janey sey utha



SHEHAR


"Her baat hay Judaa, Her Pehar hay Alag"
"Mainn Shehar mainn hoon Mujh say Shehar hay Alag"


shehar

har shakhs meray shehar ka farishta hai
ek main hi gunahgaar hoon bay gunahon main
Posted 15 Dec 2005

Topic: batbazi

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
Yeh khamooshi to merey dil ki deewarien ghira deygi
Mohabbat ho na ho per lab hila aahista aahista
Posted 15 Dec 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
new_beau said:

SAFAID...

Taqaaza kiya jub bhi Shaja-re-Dil nay Namoo ka
Berh kay thaama Daaman Hum nay Saboo ka

Aaj kal tann say uss kay SAFAID kirnainn Phoot'ti hainn
Badel gaya hay Rang Shayad Uss kay Lahoo ka

Rizwan Ashar


reply to new be with > aaj
aaj tak shehar ka chehra nahin dhulney paya
gard ka aisa baghola teray janey sey utha
Posted 14 Dec 2005

Topic: do ashaar

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
new_beau said:

I JUSHHTTT lub it....This my MOST favorite since I heard it 10 Years Back


naey aaney walon ko to yeh baat maloom nahin
anyway thanx2remember& like
Posted 13 Dec 2005

Topic: do ashaar

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
Na!ma said:

Very nice ....


thanx jee
Posted 13 Dec 2005

Topic: batbazi

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
aaj kuch zakham nayaa lehja badal ke aaye
aaj kuch log naaye milgaye ahbaab ke saath
Posted 13 Dec 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
Faizan Rana said:

hawwa ki beti said:

Faizan Rana said:

Doctor Sam said:

dasht
dasht to dasht hain darya bhi na chorday hum ne
behr-e-zulmaat main dorda diye ghorday hum ne..


Koi
koi surat nazar nahin aati
koi umeed bar nahin aati ,
moot ka aik din mutaaen hai
nend kyun raat bar nahin aati

reply to faizan with > surat
seerat kay hum ghulam hain,surat hui to kia
surkh o safaid mitti ki moorat hui to kia

hmmmmmmmmmmmmmmmm nice share

thanx faizan laikin saath koi shair bhi likh diya hota
Posted 13 Dec 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
Doctor Sam said:

hawwa ki beti said:

Doctor Sam said:

dasht
dasht to dasht hain darya bhi na chorday hum ne
behr-e-zulmaat main dorda diye ghorday hum ne..


doctor sahib
aap kay shair main lafz >darya< hai
jab keh theek lafz sehra hai
darustgee farma lain
shukria ......................hkb



well... HKB..

dekhain . dasht ka matlab SEHRA hota hey, to ab aap agar darya ki jaga SEHRA laga k dekhain to...

Iqbal ne ye kaha tha k sehra to sehra hain, hum ne darya bhi nahi chorday, Behr-e-Zulmaat ka zikr aata hey na baad main, usi k liye darya kaha gya hey to jahan tak mera knowledge hey, Lafz DARYA e hey,,


jee ab main apney pass darustgee kar chuki hoon
agar main na likhti to meray pass ghalat hi likha hota
thanx for correction
Posted 13 Dec 2005

Topic: .. hum ..

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
khoobsurat poetry
Posted 13 Dec 2005

Topic: batbazi

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
Na jaane kab meri duniya ---------mein muskurayega
Woh aik shaks keh khwaboon mein bhi khafa sa lagay

yeh
Posted 12 Dec 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6981 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
nice sharing
Posted 12 Dec 2005